Monday, February 8, 2010


Har 1 jajbat aaj chot khaye baitha hai

mera dil jane kitne gam chupaye baitha hai.

jiski yaado me bitaya tha har ek pal mene.

aaj dekho wo hi mujhko bhulaye baitha hai…..





ku aisa hota ki hum
jitna bhulna chahte ,
utna hi yaad aate ho tum.


_ ! _
:(