Friday, March 26, 2010

U r mine most beautiful mistake


Main LaFzon se kuch bhi Izhar nahi karta
Iska Matlab ye to nahi ki main tujhe
Pyar Nahi karta

Chahta hu main
Tujhe aaj bhi
Par teri soch me apna WaQt bekar nahi karta

TaMasHa na ban jay meri
MoHaBbat kahin
Isliye apne
DarD ko Aashakar nahi karta

Jo kuch Mila hai Usi me khush hun
Tere liye
Khuda se Takrar nahi karta

Par kuch to baat hai teri FitraT me ZaLim
Warna
Tujhe chahne ki Khata Baar-Baar nahi karta



khuda na her woo chij dee

pr aakhen padhna nahi shikhaya

warna tum meri dil ki baat jaan jati

_!_:(

No comments:

Post a Comment